Khwaja Garib Nawaz Urs 2026 Dates – Urs Festival
Ajmer Sharif Urs 2026 Dates – Festival, Mela, Chadar, Langar, Niyaz aur Donation ki Puri Jankari
Ajmer Sharif Uras 2026 Hazrat Khwaja Moinuddin Hasan Chishty (RA) ke 815ve Uras Mubarak ke roop mein manaya jayega. Har saal Uras ke mauke par India aur duniya ke alag-alag hisson se hazaron Zaireen india pahunchte hain aur Ziyarat, Dua, Chadar Pesh, Phool, Langar aur Niyaz mein apni aqeedat pesh karte hain.
815th Uras Mubarak 2026
manaya jayega Urs ke dauran Dargah Sharif mein Ziyarat ke liye badi tadaad mein Zaireen aate hain.
Chadar Pesh karna, Phool Pesh karna, Langar aur Niyaz mein hissa lena aur apni taraf se Dua karwana logon ki aqeedat ka hissa hota hai..
Festival Mela
Uras Festival Mela lagta hai. Desh ke alag-alag shehron se aane wale Zaireen aur mehmaan is mauke par Ajmer pahunchte hain.
Urs ke dauran:
- Dargah Sharif ki Ziyarat
- Chadar Pesh
- Phool Pesh
- Dua aur Fateha
- Langar
- Niyaz
- Deg
- Qawwali aur roohani mehfil
jaise mukhtalif activities hoti hain.
Chadar Kaise Pesh Karwayein?
Agar aap kisi wajah se khud nahi aa sakte, to apni aqeedat ke taur par Chadar Pesh karwane ke baare mein jaankari le sakte hain.
Chadar Pesh karwane ke liye pehle Chadar ki type, Pesh karne ki jagah, process aur charges/contribution ki poori information confirm karni chahiye.
Aap apne naam, family members ke naam ya kisi khaas Dua ki niyyat ke saath Chadar Pesh karwa sakte hain.
Phool Pesh
Phool Pesh karna bhi Zaireen ki aqeedat ka ek tareeqa hai. Jo log nahi aa sakte, woh apni taraf se Phool Pesh karwane ki process ke baare mein jaankari le sakte hain.
Deg, Langar aur Niyaz
Deg, Langar aur Niyaz se judi mashhoor riwayaton mein se hain. Zaireen apni aqeedat aur haisiyat ke mutabiq Langar ya Niyaz mein contribution karte hain.
Aap apni taraf se:
- Deg
- Langar
- Niyaz
- Zaireen ke liye khana
- Zaruratmand logon ke liye bhojan
Urs Mubarak ke mauke par log apni aqeedat ke mutabiq Chadar, Phool, Deg, Langar aur Niyaz mein contribution karna chahte hain.
Online donation ya contribution karne se pehle hamesha:
Donate Now - HDFC BANK
Account Number: 50100686322402
Account Name: Syed Haider Nawaz Chishty
Ifsc Code: HDFC0000205
Micr Code: 305240002
Branch: Ajmer
Donate -AU Small Finance Bank
Account Name - Khwaja Garib Nawaz Services
Account No - 2502256089889927
Ifsc Code AUBL0002560
Swift Code AUBLINBBXXX
Branch Ajmer
Gaddi Nasheen aur Khadim Se Contact
Chadar Pesh, Langar, Niyaz aur Ziyarat se sambandhit jaankari ke liye:
Gaddi Nasheen: Syed Haider Chishty
Contact: +91 8000956411

Comments
Post a Comment