Ajmer Sharif Dargah Chadar & Chadar Price
Khwaja Garib Nawaz ki dargah par aqeedatmand chadar pesh karte hain. Chadar ki keemat uske kapde, size aur embroidery ke hisaab se alag-alag hoti hai.
Chadar Price
Simple Velvet Chadar – ₹500 se ₹2,000 tak
Designer / Heavy Embroidery Chadar – ₹3,000 se ₹15,000 tak
Special Mehfil ya Mannat Chadar – ₹20,000+ bhi ho sakti hai
Dargah ke bahar aur andar kai dukaano par chadar mil jati hai.
Chadar Kaise Pesh Karte Hain?
Pehle wuzu karke adab ke saath dargah mein dakhil hote hain.
Chadar ko sar par rakhkar ya haathon mein lekar dua padhte hue mazar tak le jaya jata hai.
Phool aur itr bhi saath pesh kiya jata hai.
Khadim / Syed sahab ke zariye chadar mazar sharif par chadhayi jati hai.
Uske baad fateha aur dua karayi jati hai.
Dargah Mein Kis Ke Zariye Chadar Pesh Ki Jati Hai?
Syed Haider Chishty ke zariye bhi chadar pesh ki ja sakti hai.
Contact
📞 Syed Haider Chishty – 8000956411
Ziyarat ke waqt adab aur sukoon ka khaas khayal rakhein.
0 Comments